Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Lyrics – Qari Rizwan


Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Lyrics – Qari Rizwan

SingerQari Rizwan
Song WriterMaulana Shakir Ali Noorie
Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Shauke Didaar Me Sou Jis Shab
Apna Didar Karao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Mere Dil Ki Hai Tamanna Har Dam
Apna Ghar Isko Banao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Fikre Duniya Me Na Aansu Nikle
Apni Ulfatt Me Rulao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Hubbe Duniya Se Bachana Mujhko
Mujhko Apna Hi Banao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Jitne Momin Hai Pareshan Data
Sabki Bigdi Ko Banao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa

Shakire Razvi Hai Aasi Shaha
Muzda Bakshish Ka Sunao Aaqa

Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
Apni Ulfatt Me Jilao Aaqa


Leave a Comment